"Time Management"
Hum sab ke paas ek din me 24 hrs. Hote hain naa kisi ke paas jyada,naa kisi ke paas kam..
In 24 hrs. Ka hum kis tarah se use karte hain usi se aksar decide hota hai ki hum success honge yaa fail..Lekin kayi baar hum yeh nhi jante ki hum time ka sabse accha use kaise kar sakte hain,kahan apna time bacha sakte hain aur kis tarah apne jeewan ko sahi aur safal bana sakte hain..

* Three questions based on
"Time Management"
👇
Q1. Aajkal time ki itni kami kyu mehsoos hoti hai..??
Ans. Aaj ke time me bhut jyada hum sab busy ho gaye hain new technologies ko use karne me jaise mobile,tv,internet,chatting ye sab kuch me itna busy ho gaye hain jisse ki saara time humara in sab cheezon me waste hota jaa raha hai..
Iss tarah hum duniya se judd toh gaye hain lekin khud se dur ho gaye hain..Iska solution hai aapko apni zindagi badalni hogi aur ye tabhi mumkin hoga jab aap apni soch badal lenge..Zahir si baat hai jab insaan apni soch badal deta hai toh uski zindagi khud bkhud badal jaati hai..

Quote
👇
Duniya Bahut Tezi Se Badal Rahi Hai,Ab Bade Choto Ko Nhi Harayenge..Ab Toh Tez Dheemo Ko Harayenge..
- Rupert Mardock

Q2. Aapke paas darasal kitna time hai..??
Ans. Hum sab ke paas 24 hrs. Hi hote hain jitne ki un logon ke paas bhi the jo aaj successful hain aur jinhone success achieve kiya tha..Jinhone success achieve kiya woh time par haawi the bajaye time unpr haawi ho,unhone unki soch ko badla toh unki zindagi badal gayi..Jab unki zindagi badli toh unhone har woh kaam sahi soch,sahi samjh aur sahi samay ko dhyan me rakhte huye kiya woh log successful ho gaye..

Formula :-
Total days of your life = 36500
(-) Spent days
(365*Age) = - - - - -
________
Remaining days =
(Total) ________
Total days of your life = 36500
(-) Spent days
(365*Age) = - - - - -
________
Remaining days =
(Total) ________
Agar hum kuch karna,kuch banna,kuch paana chahte hain toh jaruri hai ki hum time ko use karna bhut acche tarike se sikh le taaki hum har woh cheez haasil kar sake jise haasil karne me humne apne time ka utilize proper way me kiya fir chahe woh daulat ho yaa shohrat,sukh ho yaa safalta ho..
Quote
👇
Calender Se Dhoka Naa Khaye..Saal Bhar Me Keval Utne Hi Din Hote Hain,Jinka Aap Upyog Karte Hain..Ek Vyakti Saal Bhar Me Keval Ek Saptaah Ka Mulay Prapt Karta Hai,Jabki Dusra Vyakti Ek Saptaah Me Hi Pure Saal Ka Mulay Prapt Karleta Hain..
- Charles Richard

Q3. Aapka time kitna kimti hai..??
Ans. Kaha jata hai samay hi dhan hai lekin jo insaan samay ko sahi tarike se use karta hai wahi dhan kama sakta hai aur jo insaan samay ka sahi tarike se use nhi karta hai woh dhan kamane ki sambhavna ko gawan deta hai..

Suppose hum har month Rs. 20000 kamate hain aur iske liye hum month me 25 days n 8 hrs. Work karte hain means hum total 25*8 = 200 hrs. Work karte hain..
Is time humare 1 hr. Ka total hoga (200*100) = 20000(Earnings) / 200(Total work of hrs.) = Rs. 100..

Is example me agr hum daily 1 hr. Ka time waste karte hain toh hume har din Rs. 100 ka loss ho raha hai means 1 yr. Me Rs. 36000..Agr hum har din 2 hrs. Waste karte hain toh iska matlab hai ki hume har saal Rs. 72000 ka loss ho raha hai..
Agr hum daily example ko dekhe toh hume pta chal jayega ki time ko waste karne se hume kitna
loss ho raha hai isliye time waste nhi karna chahiye..Jab hum daily is formule ko zindagi me lagayenge toh hume pta chal jayega ki time hum sabke liye kitna useful hai aur hum time waste karna chodo denge aur saath hi saath me hum time ke better useful techniques ko search karne lagenge..Ye sab isliye hoga kyunki ab hume pta chal chuka hai ki humare kaam ka har minute kitna kimti hai aur use waste kar ke hum humara kitna loss kar rahe hain..

Samay Aapke Jeewan Ka Sikka Hai..Yeh Aapke Paas Maujood Eklauta Sikka Hai Aur Sirf Aap Hi Yeh Tay Kar Sakte Hain Ki Ise Kaise Kharch Kiya Jaye..Satark Rahe,Warna Aapke Bajaye Dusre Log Ise Kharch Kardenge..
- Carl Sandburg

"Iss Pure Sansaar Me Sirf Ek Hi Kona Hai,Jise Sudharna Puri Tarah Se Aapke Haath Me Hai"
👇
"Aur Woh Hain Aap Khud"
Agar Aap Nhi,Toh Fir Kaun..??
Agar Abhi Nhi,Toh Fir Kab..??
- Alldas Hacksley
👇
"Aur Woh Hain Aap Khud"
Agar Aap Nhi,Toh Fir Kaun..??
Agar Abhi Nhi,Toh Fir Kab..??
- Alldas Hacksley
Thanks Everyone 😊😊
Be Happy,Be Positive And God Bless You All 😇😇
Priya Nathani
(Member of "Team Think Big")

Intresting Priya Ji
ReplyDeleteThank you 😇😇
DeleteIt's a mind blowing too good management of time ������������������
ReplyDeleteThank you 😇😇
DeleteVery nice Di
ReplyDeleteThank you 😇😇
Delete